Wednesday, April 27, 2005

مظحب تو بس۔۔۔ - The Only True Creed...

مظحب تو بس مظحبِ دل ہے
باقی سب گُمراحی ہے
mazhab thoe buss mazhab-e-dhil hai
baaqee sub gumraahee hai
the only (true) creed is the creed of the heart
all else is heresy
آدابAdaab,
فقیر-iiFaqeer

6 comments:

AJ said...

Who is the poet in this case?

Mohib said...

azeezi Sabahat sahab,

aadaab arz hai !!

kuch roz qabl Gooling karte waqt ye ummda blog haath laga.
:-)
meri jaanib se mubarakbaad haazir hai.

ye jaan kar aur khushi hui ke Qais sahab bhi iske baanioN mein se hain. unse mera gaaybaana tarruf hai.

aap Writers Forum per apne 'signature' mein jo misre istemaal karte hain, wo bahut khuub hote hain, jaise ke aapne yahan post kia hai. main bhi jaan_na chahuunga ke iske shayer kaun hain.

ummid hai mulaqaat hoti rahegi.

khaq saar,
Mohib

iFaqeer said...

Still checking on the poet.

BTW, Mohib, musha'eray kay adaab kuch ghalath nahee hoe gayay? "Adaab" thoe dhaadh thasleem karthay huway bandha kehthaa hai...

Qadeer, aap ustaadh haiN. Shagirdh aap kay hukm kee thakmeel zaroor karay ga. Kuch sabr kijiyay.

iFaqeer said...

In case other people that I was being sarcastic with Qadeer, please read this:

http://urdu-ke-naam.blogspot.com/2005/04/blog-post.html

Mohib said...

nahin, jahan tak mujhe ilm hai, mushairoN mein 'aadaab' ke saath daad dena ka to koi rivaaj nahin hai.

'aadaab' actually was borne out of necessity of interaction between the various religious communities of India. 'salaam' was too Arabic and too Islamic, so 'aadaab' was invented in the true secular traditions of Urdu in India. It is a sort of greeting.

aadaab arz hai !!

افتخار اجمل بھوپال said...

مظحب تو بس مظحبِ دل ہے
باقی سب گُمراحی ہے
In which language the above two phrases have been written ? If it is Urdu, should it not be like this :
مذھب تو بس مذھب دل ہے
باقی سب گمراہی ہے